Chawal bohat hi mazeedar aur behtreen hote hain Chawal Pakistan main bohat ziada pasand kiye jaate hain Pakistan main chawal bohat se tareeqo se khaney pasand kiye jaate hain jaise Biryani Pulao Chaney wale Chawal aur bhi bohat se tareeqo se chawal khaye jaate hain Pakistan India bangladesh aur Middle east main bhi chawal bohat ziada khaney k liye pasand kiye jaate hain Vegetable rice bhi bohat ziada pasand kiye jaate hain aur agar mahmaano ki dawat k liye bhi chawalo ka ahtamam kia jaata hai aur chawalo se mahmanoo ki khatir tawaza ki jaati hai