Pakistan main Aloo Qeema bohat hi ziada pasand aur khaya jata hai Aloo Qeema bohat hi mazedaar laziz aur acha hota hai main bhi bohat shooq se Aloo Qeema khana pasand karta hon ziada tar Aloo Qeema ko roti aur naan k saath khaya jata hai aur ghar main Aloo Qeema ko bohat ziada pasand kia jata hai bache bhi bohat maze se Aloo Qeema ko khana pasand karte hain Pakistan main mahmanoo k khaney k liye bhi Aloo Qeema ko peesh kia jata hai
Aloo Qeema banane k liye qeema Aloo hari mirch dahi piyaaz aur masala istemal kiye jaate hain doctor bhi beemaar logo ko qeema khaney ka mashwara dete hain aur qeema hamari sehat k liye bhi bohat faidamand hota hai main bohat hi shooq se Aloo Qeema roti k saath khana pasand karta hon aur agar Aloo Qeema kali mirch main bana ho to is ka maza hi apna hota hai