Hy steemit friends!
Aaj me aap k sath apne gaon k khaiton kuch tasaweer share kron ga.Hamara gaon Punjab k district Okara k tehsil Depalpur k area me waqia h.Tehsil Depalpur Agricultural k lehaz se Punjab k se famous tehsil h .Tehsil Depalpur k zameen intahi zarkheez h ,is zarkheez zameen me taqreeban tamam iksam k crops ko kashat kia ja skta.Tehsil Depalpur patatos,maize,rice or wheat k production me namaya heesiat rakhta .Hamara gaon bhi chonka is famous zarri tehsil ka hissa h is lye yah k zarkheez zameno me bhi yeh tamam faslen kashat ki jati hain.
Aaj kal seasonal rice k kasht k ja rhi .Dhan k fasal k lye chonk pani k zyada miqdar me zarorat hoti h is lye yah pr jaga jaga pr tubewel lagai hain jo pani zarorat ko pori krti hain.
Tubewel k pani elawa nehar ka pani bhi zarri maqsad k lye istamal me laya jata.Dhan k fasal munafa baksh h js gaon k logon ko rozagar or khane k lye gaon or shehr k logon ko achhe chawal muyasar hote hain.
Hamare gaon me wasee pemane pr aala quality k rice kasht kie ge hain.Door daraz nazar dorain to dhan k khaet h nazar aate hain.
Thanks for visiting my blogs.