imran khan na pani ka masla ko pakistan ka sub say bara masla karar deta hoa Cheif Justice or Prime minister dam funds jama krna ka ellan krtay hoa tamam pakistanion sa bilkhusos jo beron mulk ma rehna wala pakistanion sa funds ke appel ke ha.
Magar kaya ap janta han is sa phaly be ek mulk na quam sa funds collect kar kay dam bnaya tha or ajj wo 1000 din ka pani store karna ke saliat rakhta han, G han koi or mulk nahi wo Egypt ha jahan barish be both kam hoti han.
Ek dafa Egypt ka logon na be asy he dam banya tha kukay in ko karza nai mil raha tha or hum par be itna karza ho chuka ha kay wapis krna be mushkil ha. or ab mazeed karaz mila ga nahi, is kay baawajood aunhon na dam banya or hum be bana sakta han, bus irada krna ke zurat ha.